Tuesday, 4 July 2023

Guru purnima

Guru purnima:-Monday, 4.07.2023. GURPURNIMA KE SUBH AVSAR PAR M APNE PRATHAM SIR GURUJI LATE SHRI BHAGWAN SINGH SIKARWAR , JO PS PANCHAMPURA BLOCK PAHARGARH DISTT MORENA M PADASTH RAHE THE , KO SACHCHHI SHEADDHANJALI DERAHA HUN. UNHONE PRATHAM CLASS SE 5TH CLASS TAK 1967  SE 1972 TAK PATHAYA. wah pratidin apne grah gaon Modhana  jawahar se padhane kwari nadi paar kar aate the.Barshat ke mosam m Chadhti nadi ko terkar cross kar aate the aur kabhi naga nahi karte the.Ese guru ko m baar baar naman karta hun.
      Ek incidents mujhe aaj bhi yaad ki mera 5th board ke exam the jab mera bina cover ka pen  ,jo aage ki shirt pocket m rakha hua tha, exam centre khitora Gram jate samay raste m kahin gir gaya.  Exam centre par mene sir ko bataya tab unhone apna ek pen mujhe exam dene ke liye diya.ukt pen mere pas exam dene ke end tak raha.Sir hamesha 2 pen rakhte the.

Sunday, 2 July 2023

Raja Rao Kam Dev Sikarwar urf Dalpat singh (Dalkhoo Baba) of Sarsaini State (Pahargarh state).Now Distt.Morena ( M.P.)

Raja Rao Kam Dev Sikarwar urf Dalpat singh (Dalkhoo baba)
Of Sarsaini (pahargarh) state 
Ruled over Sarsaini state from 1346 AD .(Vs 1403 ) :-  

     

Tuesday, 16 May 2023

chat-GPT tools

Chat GPT has been given correct answer (60 % ) for qualifying/ clearing Amirican medical license exam .This is very tuff exam in America.

Sunday, 9 April 2023

up psc exam 2022

DIVYA SIKARWAR D/o Shri Rampal Singh 
RESI. ETMADPUR,( Agra ) ne uppsc Exam. 2022 m Uttar pradesh m first rank prapt ki.Dy collecter pad hetu chaynit hui. Unke  Pita fauji Rampal singh evam Maa grahni h.unhone 3rd chance m up toper Hokar yah mukam hasil kiya h.Beti ko badhaiyon ka taanta laga hua h.Unhone Agra jile ka naam roshan kiya h.

Tuesday, 14 February 2023

aeroindia-airshow

5.Hon'ble shri Narendra Modi has been inaurganeted aeroindia-Airshow at Bangaluru yesterday dated 13.2.2023.on this occation, he said this airshow is our symbol of Independance and bright future for reforms,performs and transforms.

Monday, 5 December 2022

Bahadur Shah japhar -Mughal Emperor( 1837-1857)

Badshah Bahadur shah 
Japhar ko 1857 ki Swatantrata kranti
Ke doran Kranti ka leader banaya gaya tha. unki aguai m swatantrata ki kranti
Chali.Durbhagya se kranti bifal ho jane se badshah ko singhasan se apadashth kar angrejon ne arrest kar liya.aur saja ke taour par unhe Rangoon ki jail m daal diya.Jail m kaid ke doran unki wahin death 1862 m hogayee.tatha wahin karva m dafnadiya
        Unke bachchon ko angrejon ne arrest karne ke doran encounter kar diya. Angrejon ne 1857 m East india company ko bhang kar Bharat ko British Rajshahi ke adhin karliya. Bharat ko angrejon ne 1947 m aazad kar diya.
Is prakar Bharat  british Rajshahi  great britain uk ke adhin 1857 to. 14 /8/1947 tak raha.
1857 ki swatantantra sangram kranti m angreji fauj ne daman kar kranti kariyon koburi tarah se kuchal diya aur Uk sarkaar ne Bharat ki British East India company ko bhang kar Desh ko apne adhin karliya.