Sunday, 18 September 2011

Shradhya_

18.9.2011. Aaj 7 ten. ko chhote kakka ka shradhya hai. Gyaras ko pitaji v mataji dono ka shradhya rahega. Rohan v sonu aaj gwalior gaye.wahan badi ladki  neelu ki sasural hai.  Aaj unke yahan Baba ka shradhya hai. neelu ne khana pahunchaya. betu (2) yaad karraha tha.Wah bahut hi sararati hai. savita ki badi mosi shanti (78)( sithaupurwa wali )aayee hui hai. Gwalior main savita (mrs)ke chachere Mama nahi rahe.

No comments:

Post a Comment