Monday, 5 December 2022

Bahadur Shah japhar -Mughal Emperor( 1837-1857)

Badshah Bahadur shah 
Japhar ko 1857 ki Swatantrata kranti
Ke doran Kranti ka leader banaya gaya tha. unki aguai m swatantrata ki kranti
Chali.Durbhagya se kranti bifal ho jane se badshah ko singhasan se apadashth kar angrejon ne arrest kar liya.aur saja ke taour par unhe Rangoon ki jail m daal diya.Jail m kaid ke doran unki wahin death 1862 m hogayee.tatha wahin karva m dafnadiya
        Unke bachchon ko angrejon ne arrest karne ke doran encounter kar diya. Angrejon ne 1857 m East india company ko bhang kar Bharat ko British Rajshahi ke adhin karliya. Bharat ko angrejon ne 1947 m aazad kar diya.
Is prakar Bharat  british Rajshahi  great britain uk ke adhin 1857 to. 14 /8/1947 tak raha.
1857 ki swatantantra sangram kranti m angreji fauj ne daman kar kranti kariyon koburi tarah se kuchal diya aur Uk sarkaar ne Bharat ki British East India company ko bhang kar Desh ko apne adhin karliya.

No comments:

Post a Comment