Japhar ko 1857 ki Swatantrata kranti
Ke doran Kranti ka leader banaya gaya tha. unki aguai m swatantrata ki kranti
Chali.Durbhagya se kranti bifal ho jane se badshah ko singhasan se apadashth kar angrejon ne arrest kar liya.aur saja ke taour par unhe Rangoon ki jail m daal diya.Jail m kaid ke doran unki wahin death 1862 m hogayee.tatha wahin karva m dafnadiya
Unke bachchon ko angrejon ne arrest karne ke doran encounter kar diya. Angrejon ne 1857 m East india company ko bhang kar Bharat ko British Rajshahi ke adhin karliya. Bharat ko angrejon ne 1947 m aazad kar diya.
Is prakar Bharat british Rajshahi great britain uk ke adhin 1857 to. 14 /8/1947 tak raha.
1857 ki swatantantra sangram kranti m angreji fauj ne daman kar kranti kariyon koburi tarah se kuchal diya aur Uk sarkaar ne Bharat ki British East India company ko bhang kar Desh ko apne adhin karliya.