Tuesday, 16 May 2023

chat-GPT tools

Chat GPT has been given correct answer (60 % ) for qualifying/ clearing Amirican medical license exam .This is very tuff exam in America.

Sunday, 9 April 2023

up psc exam 2022

DIVYA SIKARWAR D/o Shri Rampal Singh 
RESI. ETMADPUR,( Agra ) ne uppsc Exam. 2022 m Uttar pradesh m first rank prapt ki.Dy collecter pad hetu chaynit hui. Unke  Pita fauji Rampal singh evam Maa grahni h.unhone 3rd chance m up toper Hokar yah mukam hasil kiya h.Beti ko badhaiyon ka taanta laga hua h.Unhone Agra jile ka naam roshan kiya h.

Tuesday, 14 February 2023

aeroindia-airshow

5.Hon'ble shri Narendra Modi has been inaurganeted aeroindia-Airshow at Bangaluru yesterday dated 13.2.2023.on this occation, he said this airshow is our symbol of Independance and bright future for reforms,performs and transforms.

Monday, 5 December 2022

Bahadur Shah japhar -Mughal Emperor( 1837-1857)

Badshah Bahadur shah 
Japhar ko 1857 ki Swatantrata kranti
Ke doran Kranti ka leader banaya gaya tha. unki aguai m swatantrata ki kranti
Chali.Durbhagya se kranti bifal ho jane se badshah ko singhasan se apadashth kar angrejon ne arrest kar liya.aur saja ke taour par unhe Rangoon ki jail m daal diya.Jail m kaid ke doran unki wahin death 1862 m hogayee.tatha wahin karva m dafnadiya
        Unke bachchon ko angrejon ne arrest karne ke doran encounter kar diya. Angrejon ne 1857 m East india company ko bhang kar Bharat ko British Rajshahi ke adhin karliya. Bharat ko angrejon ne 1947 m aazad kar diya.
Is prakar Bharat  british Rajshahi  great britain uk ke adhin 1857 to. 14 /8/1947 tak raha.
1857 ki swatantantra sangram kranti m angreji fauj ne daman kar kranti kariyon koburi tarah se kuchal diya aur Uk sarkaar ne Bharat ki British East India company ko bhang kar Desh ko apne adhin karliya.

Wednesday, 22 June 2022

Agnipath yojna

central Govt. ke defence ministry rajnath singh def8ence minister ne 14 june 2022 se Agnipath yojna launch ki. Is yojna ke tahat 4 saal ke liye agniveeron ki bharti ki jayegi. 4 saaalke baad 75 % Agniveeron ko nokari se hatadiya jayega.Bharat m is yojna ka jamkar virodh horaha h.pm Modi v Defence minister ki jamkar aalochana ki jarahi h.Bjp sarkaar ko agle chunav 2024 m bhari nukusaan uthana pad sakta h.

Morena News Ep-01 12-Aug-2020